Showing posts with label Eid Sms. Show all posts
Showing posts with label Eid Sms. Show all posts
Monday, 29 October 2012
Sunday, 21 October 2012
takleef Wo jo Tarpa De* Teacher Wo jo Saza De*
Takleef Wo jo Tarpa De*
Teacher Wo jo Saza De*
Mohabat Wo jo Wafa De*
Dushman wo jo Marwa De*
OR Apna Wo Jo*
Eid ki Shoping Krwa De*
Hai Koi Mera Apna,,,,
I wish a wish for u. The wish i wish for few
I wish a wish for u.
The wish i wish for few.
The wish i wish for u is that
your all wishes come true
so keep on wishing
as my all wishes are with you.
Eid Mubarak
Everyone sent u Tradition words about Eid but i m the fist one To send u
Everyone sent u
Tradition words about
Eid but i m the fist one
To send u
“Meat Mubarak”
And
Keep on eating
Different dishes
On this season
Tum aao to hum bhi EID karen Hasrat hai tumhari deed karen
Tum aao to hum bhi EID karen
Hasrat hai tumhari deed karen
Kuch der to dil ko chain mily
Kuch roz to mann k phool khilen
Kehty hain k EID ki aamad hai
Hum log bhi kuch taaeed karen
Tum se ik ye guzarish hai
Ye apny dil ki khwahish hai
Ik bar milo
Ik bar milo
Hr bar ye hi taakeed karen
Maana k hum deewany hain
Sab baaton se anjany hain
Jab apny bhi begany hain,
Kiya ghairon se ummeed krain
Tum aao to hum bhi Eid karen
Tum aao to hum bhi Eid karen.
Saturday, 20 October 2012
Choota sa ek lafz “Tumhari” Kitna payara lagta hai.
Choota sa ek lafz “Tumhari”
Kitna payara lagta hai.
.
Dil main Khushion ki na jane
Kitne Phool Khilata hai.
.
Pheeky se Be-Kaif se din main
Shookhi k Rang sajata hai.
.
Jab EID k din ek Card mile.
Us par hun Surkh Gulab bany.
.
Jis ki andar sab se neeche
Likhne wali ne likha ho.
.
Tum ko dil se chahne wali.
Sirf “TUMHARI”
.
Tab chota sa aik lafz “Tumhari”
Kitna payara lagta hai..
Har Baar Ki Tarha Is Baar Bhi Aansu Bahaoon Ga
Har Baar Ki Tarha Is Baar Bhi Aansu Bahaoon Ga
Tum Mujh Say Door Ho ToO Main Kesey Ye EID Manaoon Ga
Ik Taraf EID Ki KhuShi Aur Ik Taraf Tera Gham
Chorri Hai Baat Tum Pay Tum Hi Jano
Main Apne Andar K Zakham Kisi Ko Na DiKhaoon Ga
Sarapa Choor Hoon Ghamon Se ToO Kya Hua Sanam
Main Mar ToO Sakta Hoon Magar Sar Ko Na Jhukaoon Ga
Kab Saz Tarasti Hain Nigahein Tujhe Dekhnay Ko
Lout Ao Ek Baar Phir, Is Baar Main Tum Ko Na Sataoon Ga,
Abhi Tak Yaad Hain Mujh Ko Wo Teri Kahi Hui Baatein
Main Ja ToO Raha Hoon Magar Wapis Na Aaoon Ga
Ek Bar Lout Aao … Hai Yehi Faryaad Tum Say
Main Nay Khai Hai Qasam K Tere Dar Pay Na Aaoon Ga
Tum Mujh Say Door Ho Batao Main Kesey Ye EID Manaoon Ga…
Es EID Pe Lot K Aa Jana, Kuch Yadain Taaza Karni Hain,
Es EID Pe Lot K Aa Jana,
Kuch Yadain Taaza Karni Hain,
Kuch Lamhay Morr K Laney Hain,
Kuch Tarey Torr K Laney Hain,
Wo Masti Or Madhoshi,
…Wo Bachpan Morr K Lana Hai,
Es EID Pe Lot k Aa Jana,
Ab Dil Ko Dil ki Dharkan Se,
Phir EID Mubarak Kehna Hai,
Ab Sath Boht Din Rehna Hai,
Es EID Pe Lot K Aa Jana..!!!
Eid ai to khayal aya hamain Jane kab bichray huwe log milay
Eid ai to khayal aya hamain
Jane kab bichray huwe log milay
Jee main atay hai abhi tum se kahain
Eid ka chand mubarak ho tumhain
Hum hain khamosh hamain dar hai yehi
Lab khulain gay to pukarain gay tumhain
Tum ko dekhay huwe sadiyan biti
Tum se kehna hai yehi ajj hamain
Maangna bhool na jana hum ko
Chand ko dekh kay gar hath othain!!!!
Subscribe to:
Posts (Atom)