Blogger Widgets

Saturday, 20 October 2012

Har Baar Ki Tarha Is Baar Bhi Aansu Bahaoon Ga

Har Baar Ki Tarha Is Baar Bhi Aansu Bahaoon Ga

Tum Mujh Say Door Ho ToO Main Kesey Ye EID Manaoon Ga

Ik Taraf EID Ki KhuShi Aur Ik Taraf Tera Gham

Chorri Hai Baat Tum Pay Tum Hi Jano

Main Apne Andar K Zakham Kisi Ko Na DiKhaoon Ga

Sarapa Choor Hoon Ghamon Se ToO Kya Hua Sanam

Main Mar ToO Sakta Hoon Magar Sar Ko Na Jhukaoon Ga

Kab Saz Tarasti Hain Nigahein Tujhe Dekhnay Ko

Lout Ao Ek Baar Phir, Is Baar Main Tum Ko Na Sataoon Ga,

Abhi Tak Yaad Hain Mujh Ko Wo Teri Kahi Hui Baatein

Main Ja ToO Raha Hoon Magar Wapis Na Aaoon Ga

Ek Bar Lout Aao … Hai Yehi Faryaad Tum Say

Main Nay Khai Hai Qasam K Tere Dar Pay Na Aaoon Ga

Tum Mujh Say Door Ho Batao Main Kesey Ye EID Manaoon Ga…

No comments: