Koi ghazal suna kar kya karna, Yoon baat barrha kar kya kerna.? Tum mere thay tum mere ho, Duniya ko bata kar kya karna. Tum ehad nibhao chaahat se, …Koi rasam nibha kar kya karna. Tum khafa bhi achhe lagty ho, Phir tum ko mana kar kya karna. Tere dar pe aa k bethay hen Ab ghar bhi ja kar kya karna Din yad se acha guzray ga Phir tum ko bhula kar kya karna…