Blogger Widgets
Showing posts with label kab hui pyar ki barsat humein yad nhi. Show all posts
Showing posts with label kab hui pyar ki barsat humein yad nhi. Show all posts

Thursday, 18 October 2012

Kab hui pyar ki barsat humein yad nhi

Kab hui pyar ki barsat hume yad nhi,
Khof may doobi mulaqat hume yad nhi.

Hum to madhosh thy kuch itna us ki Chahat may,
Us ne kb Chor dia sath hume yad Nhi.

Zindagi jabr e musalsal ki trah kati hai,
Janay kis jurm ki pae hai saza yad nahi.

Me ne palko se dar e yar par dastak di hai,
Me wo sael hu jisay koi sada yad nahi.

Aao 1 sajda karain aalam e madhoshi me,
Log kehtay hain k sagar ko kHUDA yad nahi.